Submitted by Anonymous on Sat, 12/13/2008 - 13:02.
Mere Shahrukh,
Tumhare barein me mein kya bataauun, tum mere zindagi ho, tumhe dekhe bagair mera din pura nahin hota. aur agar mein kahoon ki mein tumhara bada fan hoon toh woh kuch bhi nahin hai, kyunki mein tumhari tarah jeeta hoon, jaise tum chalte ho, jaise tum bolte ho.aur pata hai meri khwaish kya hai, ki zindagi me ek baar tumhe real me dekhna chahta hoon n inshaaallah woh khwaish puri ho.n i promise yeh sab mein apni dil se likh raha hoon. apna khyaal rakhna n tumhe koi dukh nahin hoga kyunki ek bandha hai jo tumhare liye woh aakhri saas tak tumhare liye dua mangega.
KING IS ALWAYS THE KING

SANRUKH
(SANDEEP)